Zauq e Pakistan

Mazedar daighi Qorma

#zauqepakistan, zauq e pakistan, korma,chicken korma,qorma,korma (dish),chicken korma recipe,shahi korma,beef qorma,how to make chicken korma,mutton korma recipe,chicken korma recipe in urdu,chicken qorma or korma,chicken korma recipe in hindi,degi qorma,mazedar kichen,badami korma,purani delhi ka qorma,shahi qorma,mazedar,purani delhi ka korma,purani delhi ka qormah,how to make shahi korma,badami lamb korma,shahi qormah


Mazedar daighi Qorma 
by #Rakhshanda Adnan‎ 

Ingredients
Mutton half kg
Brown pyaz half kg
Dahi 1 pao
Salt to taste
Laal mirch pissi hui 1 tb sp
Daighi lal mirch 1 tb sp
Dhania powder 1 tb sp
Huldi 1 tsp
Ghee 1 pao
Quorma masala
Elaichi 1 tb sp
Black pepper 1 t sp
Bari elaichi 1
Dar cheeni 2
Zeera 1 tb sp
Laung 3
Jaifal jawetri small peice

Method
Sub se pehle brown pyaz ko dahi k sath paste buna lein
Sub garam masalay ko pees lein
Ghee garam ker k us mei 8 hari elaichi daal dein phr us mei g.g paste daal dein aur bhon lein ab is mein mutton dal ker fry kerlein phr sub masalay aur peesi hui pyaz bhi dal dein jub masala bhoon jay tu us mei 2 cup pani dal ker dhuk ker gosht gulne tuk paka lein aur akhir mei adrak se garnish kr k serve ker lein
Yeh mein ne mini daigh mei pakaya tha is liy daighi quorma hai .

Post a Comment

Previous Post Next Post