Zauq e Pakistan

Dum Keema

dum ka keema,dum ka qeema,keema,hyderabadi dum ka keema recipe,fried keema,keema recipe,qeema fry,homemade dum ka kheema,hyderabadi dum ka kheema,dum,dum ka kheema with smoky flavour,how to make dum ka kheema,dum keema recipe,qeema,dum ka kheema,fried qeema,dum keema recipe in urdu,kheema recipe,dum ka qeema recipe,kheema fry,dum ka kheema hyderabadi style,how to make hyderabadi dum ka kheema

Dum Keema
by #Rakhshanda Adnan‎

Ingredients
Keema 1 kg
Brown pyaz 2-3 tb sp
Salt 1 table sp
Red chillie powder 1 tb sp
Crushed chillie 1 t sp
Haldi 1 tb sp
Dahi 4 tb sp
Baisan 2 tb sp
G.g paste 1 tb sp
Raw papaya paste 1 tb sp
Chat masala 1 tb sp

Garam masala bhon ker pees lein
( black pepper 1 tb spoon, Zeera 1 tb sp, Cinomon stick 2, Bari elaichi 1, Badyan ka phool 1)

Method
Keemay mei sub masalay ko bhon ker grind ker k aur dahi g.g paste papita aur brown pyaz ko bhi pees ker marinate ker lein 1-2 hr k liy phr butter aur oil 4 tb spoon le kr us mei paka lein jub oil chorde tu ap us mei koylay ka dum dedein
Mazedar dum ka keema tayyar hai bilkul waheed k kabab jaisa.

Post a Comment

Previous Post Next Post